Tune toda dil

Tune toda dil   fir bhi   kuchh na kaha
Tu   deti rahi zakhm   main seh ta raha
Kaash toote dil bhi tera or tu bhi roye
Chain apna khoye neend anpni khoye
Wo sab sahe tu jo maine hai saha

O bewafa o bewsfa

Dil karta hai har pal mujhse 
sirf teri baatein
Leke chand Aankhon mein
kat ti hain  raatien
Keh na paaun dil ki main
Kisi bhi baatein
Hai kyun juda yun mujhse o jane jaan

O bewafa o bewsfa

Comments